1 Din Me Jinnat Ko Bulane Ka Wazifa
1 Din Me Jinnat Ko Bulane Ka Wazifa 1 Din Me Jinnat Ko Bulane Ka Wazifa , ” Me Sabhi Wo Meray Dosto Ke Naam Ye Amal Karta Hun Jo Mujay Bar Bar Email Es Baray Me Kiye Aur Adab Se Pesh Aayen Aur Unko Hi Es Amal Ki Ijazat Hain.jJo Bhala Buraa Ki Tamiz Nahi Rakhtay Aur Tabiyat Me Buray Ho Wo Bhi Amal n Karay Aur Karaengay To Sivay Mehnat k Kuch Hath Nahi Aayega…! Amal Ek Dam Aasan Hain.Par Ye Taqt Ka Mamla Hain.Jab Aisay Taqt Hath Aati Hain To Sambhalna Bahot Mushkil Hota Hain.Agar Takabbur Aur Khudi Ko Na Chhora To Dono Jahan Ye Quwwat Barbad Kar sakti Hain.Aur Eski Kai Aankhon Dekhi Mishalay Meray Paas Maujud Hain. Khair Amal Ekdam Aasaan aur Sahl Hain.Mahnat Koshish Aapko Karni Hain Kamyabi Khuda Pe Chhorday. #Tarkeeb : Aisy Jagah Dhundhay Jo Jagah Jinnati Ho Ya Aisa darkht(tree) Ko Talash Karay Jahan Bhi Jinnat K Kissay Mas’hoor Ho.Hamaray Yahan To aisay Bahot Darakht Hain Jaisay Keekar Emli Peepal Jaisay Puranay Darakht Jismay Yaqini Taur Pe Jinno Ka ...
Comments
Post a Comment